
Ajaz Khan
@AjazkhanActor • 383,705 subscribers
अभिनेता नहीं नेता नहीं आप का बेटा 🇮🇳💪🙏
Shorts
Videos

60 ki umar mein bhi fitness, attitude aur stardom mein sab par bhaari! Salman Bhai ne trolls ko bina kuch kahe karara jawab de diya—Baap, Baap hota hai! Salman Khan Bollywood ka Baap aur India ka Number One Megastar. Salman Khan #SalmanKhan #Bhaijaan #BaapBaapHotaHai
Ajaz Khan483,913 Aufrufe • vor 1 Monat

Modi ji, data security aur desh ke hiton ki tasalli ke bina Starlink ko aage ki manzoori mat dijiye. Humein videshi nirbharta nahi, Aatmanirbhar Bharat chahiye! Main Starlink ke bahishkar aur Bharatiya karobariyon ke samarthan ki appeal karta hoon. 🇮🇳 #BoycottStarlink
Ajaz Khan146,183 Aufrufe • vor 17 Tagen

Duniya ke liye “Daddy”, mere liye mere best friend ke papa. ❤️ Aapka pyaar, advice aur “Main tere liye hoon” kehna bahut maayne rakhta hai. Main bhi aapki family ke saath hamesha hoon. 🙏 Thank you Daddy, Mummy & Geeta. Happy Navratri! 🌺 #ajazkhan #happynavratri
Ajaz Khan32,312 Aufrufe • vor 10 Tagen

Rhiti Tiwari, Qazi Touqeer aapka gaana dhyan se sun rahe the. Phir unse itne gusse mein baat kyun? Talent ke saath tameez bhi zaroori hai. Manoj Tiwari ji ne apne kaam se naam kamaya hai—aap bhi apne kaam aur rawaiye se papa aur Bihar ka naam roshan kijiye. #biggboss #AjazKhan
Ajaz Khan57,330 Aufrufe • vor 1 Monat

When I felt unseen, you saw my talent and hard work You stood by me, made a song for me and you’re coming to my launch on the 8th. ❤️ Your words, “Ajaz, whatever you do, I’m with you mean more than you know. Thank you, brother. I’ll never forget your support. May God bless you
Ajaz Khan37,964 Aufrufe • vor 1 Monat

Maine Govinda ji ke support mein yeh reel banayi hai. Pati-patni ke beech chahe kitne bhi differences hon, personal baaton ko public mein laakar kisi ki izzat ko nuksaan pahunchana theek nahi. Govinda ji ne saalon tak apni kala se desh ko entertain kiya hai Govinda
Ajaz Khan62,724 Aufrufe • vor 2 Monaten

Salman Bhai ko troll karna band kijiye. ❤️ Jis waqt bahut se bade-bade log khamosh the, us waqt Salman Khan ne students ke support mein apni awaaz uthai. Sirf itna kaam karne ke liye bhi himmat chahiye. Agar baad mein koi doosra tweet aaya aur us par logon ko sawal hain, to us ek baat ki wajah se unke pehle stand ko nazarandaaz mat kijiye. Meri nazar mein Salman Bhai ek zinda dil aur nek insaan hain. Maine hamesha unhe zaruratmandon ke saath khade hote dekha hai. Isliye unhe troll karne ke bajay, apna dhyan un logon ki taraf dijiye jo ab tak poori tarah khamosh baithe. Respect those who chose to speak when many chose silence. 🙏 Salman Khan
Ajaz Khan81,848 Aufrufe • vor 3 Monaten

Jeet Jaye Ge hum Tu Agar Sang Hai❤️ Bhot bhot shukriya mere bhai Chandra Shekhar Aazad Mujhpe bharosa karne k liye aaj tak mein akela ladta raha paheli baar kisi ne hath Thama hai is sachai ki Jung mein inshallah jeet humari hogi.🙏🏻❤️🇮🇳 #bhimarmy #reels #azadsamajparty #viralvideos #viralpost #foryou #foryoupage #versova #vidhansabha #ajazkhan
Ajaz Khan334,649 Aufrufe • vor 2 Jahren

है दफ़न मुझमे मेरी कितनी रौनके मत पूछ... उजड़ उजड़ कर जो बसता रहा वो शहर हूँ मैं...
Ajaz Khan217,277 Aufrufe • vor 1 Jahr

Big congratulations to Aryan Khan on his debut web series Badass of Bollywood! 🔥 A new chapter begins in Bollywood history, and I’m proud to be part of this journey with such an incredible cast. 🎬💥 Wishing the entire team massive success – the BADDEST vibe has just arrived! 👏✨ #Congratulations #AryanKhan #BadassOfBollywood #AjazKhan #eknumber
Ajaz Khan136,493 Aufrufe • vor 1 Jahr

Caption: Umar Khalid ke saath alag vyavhaar kyu? Ye sawaal poochna bhi zaroori hai. Meri is reel ka maqsad kisi ka bachav ya kisi par ilzaam lagana nahi hai. Main sirf ek sawaal utha raha hoon. Jab ek hi maamle mein kuch logon ko bail mil gayi, to Umar Khalid ko ab tak bail kyu nahi mili? Agar kanooni wajah hai, to woh saaf taur par logon ke saamne aani chahiye. Aur jo neta apne aap ko Muslim samaj ka rehnuma batate hain—chahe Rahul Gandhi ho, Asaduddin Owaisi ho ya doosre siyasi neta—kya unhone is mudde par kabhi khulkar awaaz uthai? Agar nahi, to kyu? Har nagrik ko kanoon ke mutabik insaaf milna chahiye. Sawaal poochna loktantra ka hissa hai, aur isi niyat se maine ye reel banayi hai. Aapki kya rai hai? Apni baat comments mein zaroor batayein. #UmarKhalid #Justice #Bail #Democracy #Constitution #India #PublicDiscussion #News #CurrentAffairs #Reels #AjazKhanOfficial
Ajaz Khan40,307 Aufrufe • vor 3 Monaten

Har woh qadam jo insaniyat, izzat aur samaaj ke har tabqe ke liye uthaya jaye, uski sarahna honi chahiye. ❤️ Agar waqai masjidon ke imamon ke liye sarkari sahayata aur salary ki pehal ki gayi hai, to yeh ek aham qadam maana ja sakta hai. Har mazhab ke khidmatgaar izzat ke haqdaar hain. Shukriya Vijay Thalapathy ji, agar aapne yeh pehal ki hai. Umeed hai aise faisle hamesha insaniyat, barabari aur bhaichare ko mazboot karte rahenge. 🤝 Vijay #VijayThalapathy #Respect #Imam #Humanity #Unity #Peace #India #Reels #AjazKhan
Ajaz Khan45,119 Aufrufe • vor 3 Monaten

आज दिल खुशी से भर गया… ❤️ आज मेरे बेटे ने हम सबको नमाज़ पढ़ाई, और सच में उसने बहुत ही खूबसूरती से नमाज़ अदा की। उस पल ने दिल को सुकून दे दिया, ऐसा लगा जैसे मेरी परवरिश की मेहनत आज रंग ले आई हो। 🤲 ये मेरे लिए बहुत बड़ा सम्मान है कि आज मैं अपने ही बेटे के पीछे नमाज़ पढ़ रहा था। अल्लाह का लाख-लाख शुक्र है इस नेमत के लिए। 🌙 आप सब से गुज़ारिश है कि मेरे बेटे अल्लाह से दुआ करें 🤲 कि मेरा बेटा हमेशा दीन के रास्ते पर कायम रहे, उसका ईमान मज़बूत रहे अल्लाह उसे हमेशा दीन के रास्ते पर कायम रखे, उसके ईमान को मज़बूत करे और उसे नेक, सच्चा और कामयाब इंसान बनाए। 🤍 आमीन 🤲
Ajaz Khan76,545 Aufrufe • vor 7 Monaten
