Video yükleniyor...

Video Yüklenemedi

Ana Sayfaya Dön

"Amit Shah mera desh nahi hai!" This bold statement highlights deep anger against political leaders. Desh ke grehmantri par uthe ye sawal dikhate hain ki janta ka gussa kis hadd tak badh chuka hai. Kya aisi soch desh ko aage le ja payegi?

25,215 görüntüleme • 8 gün önce •via X (Twitter)

17 Yorum

Toadsage profil fotoğrafı
Toadsage7 gün önce

She’s absolutely right. A PM or a HM are just the representatives of the constitutional posts their occupying, they are the country it self. We the people are the country. They are elected to work for us not to rule us.

#beep profil fotoğrafı
#beep8 gün önce

Governments come and go, but the nation always remains. The moment we start worshipping politicians instead of holding them accountable, democracy weakens. Our loyalty should lie with the constitution and the country, never with a political personality.

Piyush Palsania profil fotoğrafı
Piyush Palsania7 gün önce

don't know what she said that offended everyone, but yea, she shouldn't be afraid to criticize politicians or held them accountable

Dukhi Patrakar profil fotoğrafı
Dukhi Patrakar8 gün önce

जो आरोप लगा रही है उसके बाद डरना ही चाहिए कहीं सबूत माँग लिए जाएँगे और एक मानहानि का नोटिस मिलेगा दर दर माफ़ी माँगनी पड़ेगी।

John T Zou profil fotoğrafı
John T Zou7 gün önce

Beauty with big bold brain 🧠

Suresh Kumar profil fotoğrafı
Suresh Kumar7 gün önce

sunny leaone institute of telctnologty

Extra (2ab) profil fotoğrafı
Extra (2ab)7 gün önce

Good to see awareness of these fraudsters amongst youngsters is growing. Hope this will translate into votes against the akh thoooo 💦 💦 babas.

Amita Barpanda profil fotoğrafı
Amita Barpanda7 gün önce

Fake rage for reel. @bdutt since #RageforReel antics started getting coverage by people like @sardesairajdeep , it has increased.

Strangerme33 profil fotoğrafı
Strangerme337 gün önce

Chutiye bhagi

Rare Truth profil fotoğrafı
Rare Truth8 gün önce

Statements mean nothing. They know that no one can take action against the state so they are safe.

Pankaj Malhotra profil fotoğrafı
Pankaj Malhotra7 gün önce

Sahi bol rahi hai

Sajjan profil fotoğrafı
Sajjan7 gün önce

I think it's high time for a vigilante justice systems to be introduced, it's now or never these babus, administration, judiciary and politicians are all part and parcel of hoarding money and power, it's time to burn their asses off

AG profil fotoğrafı
AG8 gün önce

Amit Shah is also not a country. She should join CJP protests, change the education system and then once that is done reeducate herself

Mohan P profil fotoğrafı
Mohan P8 gün önce

Barcode

Beeraa profil fotoğrafı
Beeraa7 gün önce

Ye pappu media hay...

Vitamin_I profil fotoğrafı
Vitamin_I7 gün önce

Now this girl will be targeted by bjp itcell @BJP4India

sk metal profil fotoğrafı
sk metal7 gün önce

Chutiya genZ

Benzer Videolar

Aaj maine ek video dekha aur usne mujhe andar se hila diya. Isliye maine ye reel banayi hai. Video mein ek aadmi, jo khud ko “Sanatani” batata hai, do kam umar ke Hindu bachchon ko rokta hai. Unse poochta hai ki tum protest mein kyun ho? Tum kis party ko support karte ho? Aur phir un bachchon par haath uthata hai. Mera sawaal kisi dharm se nahi hai. Mera sawaal sirf ek insaan ki soch aur uski harkat se hai. Agar koi Hindu hokar kisi Hindu bachche ko mare, ya koi Musalman hokar kisi Musalman bachche ko mare, ya kisi bhi dharm ka insaan kisi bhi bachche par sirf uski soch, uski rai ya uske sawaal ki wajah se haath uthaye… to kya ye sahi hai? Meri nazar mein jawab ek hi hai — Nahi. Kisi bhi dharm ne be-gunah bachchon par haath uthane ki taleem nahi di. Mazhab insaniyat sikhata hai, nafrat nahi. Bachchon ko samjhaiye, unse baat kijiye, unki baat suniye. Lekin maarna, dhamkana ya darana kabhi bhi kisi samaj ka hal nahi ho sakta. Main apne Hindu bhaiyon aur behno se bhi ek imaandaar sawaal poochna chahta hoon. Agar koi insaan aapke dharm ka naam lekar kisi bachche ko marta hai, to kya woh waqai aapke dharm ki sahi tasveer pesh kar raha hai? Aur mere Muslim bhaiyon se bhi wahi sawaal hai. Galat ka saath sirf isliye mat dijiye kyunki galti karne wala aapke dharm ka hai. Mera maksad kisi dharm ko nishana banana nahi hai. Mera maksad sirf itna hai ki jo galat hai, usse galat kaha jaye. Insaaf aur insaniyat ka saath diya jaye. Agar aapko lagta hai ki kisi bhi bachche ke saath aisi hinsa galat hai, to apni rai zaroor dijiye. Aapka kya kehna hai? Kya kisi bhi wajah se kisi bachche par haath uthana sahi ho sakta hai? Ya phir humein nafrat nahi, insaniyat aur kanoon ka raasta chunna chahiye? Comment karke apni baat zaroor batayiye. Lekin ek request hai — apni baat izzat ke saath rakhiye. Kisi dharm, jaati ya samudaay ke khilaaf nafrat failane ke bajay, sirf is harkat par apni rai dijiye. Insaniyat sabse bada dharm hai. ❤️

Ajaz Khan

15,837 görüntüleme • 2 ay önce

Kuch kahaniyan sirf banayi nahi jaati, unke liye apni poori zindagi laga deni padti hai. ❤️🙏 #HanumanAnsh ke director Dr. Vishal Chaturvedi #विष ki kahani bhi kuch aisi hi hai. Neem Karoli Baba ke prati unki aastha aaj ki nahi, saalon purani hai. Baba ke woh sirf bhakt nahi hain, unhone apni zindagi ka ek bada hissa Baba ko samarpit kar diya hai. 2009 mein unhone Baba ke jeevan par research shuru ki. Books padhi, Vrindavan, Akbarpur, Lucknow aur Neem Karoli ki journeys ki, logon se mile, unki yaadein aur experiences sune aur saal-dar-saal is kahani ko samajhte chale gaye. 2017 tak story ne ek shape lena shuru kiya aur 2023 mein unhone apni research ka scope aur bhi bada kar diya. 17 years of research was not just about making a film… it was his journey of faith and devotion towards Baba. Vishal khud Neem Karoli Baba ke devotional songs gaate rahe hain. Unke liye Baba sirf ek film ka subject nahi hain.. Baba is a part of his faith, his belief & his life. Jab script ready hui, toh unhone ise OTT platforms tak le jaane ki koshish ki. But the answer was a BIG NO. OTT santon ki stories mein invest karne ke liye interested nahi tha. Lekin Vishal ne haar nahi maani. Financial problems aayi. Kai saal investors ki talaash mein nikal gaye. Film mein koi big star nahi tha, isliye koi easily paisa lagane ko ready nahi tha. But his faith never broke. Aakhirkaar kuch log mile, jinhone unki story, unke vision aur unke passion par trust kiya. Aur shayad wahi moment tha jab yeh journey sirf ek film ki nahi rahi… Yeh aastha ki journey ban gayi. ❤️ Vishal chahte the ki Neem Karoli Baba ka role koi aisa face play kare, jiske upar pehle se kisi established star ki image haavi na ho. Casting mein sirf acting nahi dekhi gayi. Artist ka behaviour dekha gaya, lifestyle dekha gaya aur sabse important kya woh is character ki dignity ko carry kar sakta hai? Poora set vegetarian rakha gaya. Roz Aarti hoti thi aur Hanuman Chalisa ka paath kiya jaata tha. And then came a twist that nobody had planned. Jis actor ko Baba ke main role ke liye select kiya gaya tha, woh beemar pad gaye. Tab film ke 2nd Assistant Director @seabatabhinava jo set par props aur doosri responsibilities handle kar rahe the, ko main role de diya gaya. Kabhi-kabhi lagta hai… casting insaan nahi, uparwala karta hai. Maybe Baba chose #Shobhinaw himself. Sabse beautiful baat yeh hai ki Vishal ne Baba ko sirf ek miraculous saint ke roop mein dikhane ki koshish nahi ki. He wanted to bring out Baba's compassion, humanity, seva, leelas and the transformation he brought into people's lives. Aur shayad isi wajah se #HanumanAnsh dheere dheere logon ke dil tak pahunch rahi hai. Ek waqt tha jab film ke paas sirf 25–30 shows reh gaye the. Today, the same film is running with 3500+ SHOWS AND COUNTING.💥 Socho… 25–30 shows se 3500+ shows tak. This is not an ordinary turnaround. Sach kahun toh #HanumanAnsh ki poori journey dekhkar ek baat baar-baar mind mein aati hai- Shayad Dr. Vishal Chaturvedi #विष ne Baba ki story banane ki koshish nahi ki… SHAYAD BABA NE VISHAL KO YEH STORY SUNANE KE LIYE KHUD CHOOSE KIYA THA.❤️🙏 Aur abhi yeh journey khatam nahi hui hai. HanumanAnsh ko Trilogy ke roop mein aage le jaane ki planning h. Matlab is kahani ke 2 chapters abhi or baaki hain. Indian Cinema mein Sanatan parampara ke saints aur spiritual personalities ki stories par bahut kam focus kiya gya h. Hopefully, #HanumanAnsh ki yeh journey un filmmakers ko bhi courage degi jo saalon se aisi kahaniyan apne dil mein lekar baithe hain. When faith meets hard work, miracles can happen. #HanumanAnsh ke saath toh sach mein kuch extraordinary hota hua nazar aa raha hai. Ek waqt 25–30 shows…pehle din bas 10 lakh ki kamai..Aur aaj 3500+ shows aur 10 CR in single day krne wala hai. AISA LAGTA HAI JAISE BABA KA KHUD KA HAATH IS FIL PAR HAI. #HanumanAnsh ab sirf ek film nhi lag rahi..It feels like a Divine Journey. Thanks to Cinépolis India 4 distributing this and congratulations to Dr. Vishal Chaturvedi #विष and whole team.

Gaurav Mishrra🇮🇳

27,795 görüntüleme • 25 gün önce