Video wird geladen...

Video konnte nicht geladen werden

Zur Startseite

Apni Risk Taking Capacity ka Full Utilisation Mat Kar Dena Kya Samjhe Mitron 😭

85,641 Aufrufe • vor 4 Tagen •via X (Twitter)

27 Kommentare

Profilbild von matlab_kuchhbhi 🔆
matlab_kuchhbhi 🔆vor 4 Tagen

Dada e risksha k liye bol rha hai Brijesh pathak. 😃 E risksha buy karo or chalao

Profilbild von Ashish Kumar
Ashish Kumarvor 4 Tagen

😂

Profilbild von Chandra Prakash
Chandra Prakashvor 3 Tagen

अब इनका सिर्फ एक दौरा ही देश को विकास की नई ऊंचाइयों पर पहुँचा सकता है। ❤️का दौरा.

Profilbild von Manjunath for #SaveSoil
Manjunath for #SaveSoilvor 4 Tagen

🤣🤣👌

Profilbild von The10CR POTUS Trump
The10CR POTUS Trumpvor 4 Tagen

Cannot short at these levels Dada yes too risky

Profilbild von Ashish Kumar
Ashish Kumarvor 4 Tagen

Yahan kaun short karega bhai

Profilbild von Sweety Wade
Sweety Wadevor 4 Tagen

Spelling pucho capacity ka Unpadh raja

Profilbild von Subhajit Dey
Subhajit Deyvor 4 Tagen

That's why we need an educated PM ASAP 😔

Profilbild von Sandeep
Sandeepvor 4 Tagen

Reminds me of that meme wala sonu (Allen wala kid) ,always in full bakati mode

Profilbild von Rohit
Rohitvor 4 Tagen

Smallcap index is at ATH so if someone is still down 40% then even god can't help you😂

Profilbild von Narendra
Narendravor 4 Tagen

Yejo jhatke se bola na "Mujhe Parwah hi nahi hai"... Kasam se aaj dar lag raha hai dekh ke as what could it mean.. 🤪🤪🤪🤣

Profilbild von VS
VSvor 4 Tagen

My portfolio has been 1% down in 2 years. It's not about a portfolio 40% loss in yours but about where you decided to park your investments in.

Profilbild von Kalrava Bhatnagar 🇮🇳
Kalrava Bhatnagar 🇮🇳vor 4 Tagen

Rishk taking capacity aapki hogi hee, apko rent thodi dena padta hai .. na school fee …

Profilbild von GhostProtocol
GhostProtocolvor 4 Tagen

Risk hamara aur taking capacity iss mahamaanav ka…

Profilbild von Saurabh Pandey
Saurabh Pandeyvor 4 Tagen

🤣🤣🤣🤣😜😜🤣🤣🤣🤣🤣

Profilbild von Yuvi
Yuvivor 4 Tagen

Wohi ho raha hai 😂😂 ❤️De laga diya hai market ke economy ke aur aaam janta ke bhi 😂

Profilbild von ↑Caste (Ex-Bhakt)
↑Caste (Ex-Bhakt)vor 4 Tagen

वाह चोदी जी वाह

Profilbild von Santosh kumar
Santosh kumarvor 4 Tagen

बड़ी तेज अंदर से आ रही है'', चला जा bho....... के।

Profilbild von Social Engineer
Social Engineervor 2 Tagen

🤣🤣

Profilbild von 🆂🆄🅻🆃🅰🅽
🆂🆄🅻🆃🅰🅽vor 4 Tagen

हमेशा बैकचौड़ी करते रहता है 😁

Profilbild von Snehalmdr
Snehalmdrvor 4 Tagen

😂

Profilbild von imsingh
imsinghvor 4 Tagen

Baklool ko Risk taking ka matlab ni pata hoga. Bakchodi karwa lo jitni marzi. Share market bc niche hi ghusta ja raha hai iski gaaw main but isko backchodi se fursat ni mil rahi hai. Kisi ne thik hi kaha hai. Naam modi kaam backchodi.

Profilbild von Professor Calculus
Professor Calculusvor 4 Tagen

Moti ji after watching today's crash to FII

Profilbild von Jay Maharashtra
Jay Maharashtravor 4 Tagen

लवणेन भोज्यं यही समझ गये

Profilbild von Adarsh
Adarshvor 4 Tagen

Narcissists

Profilbild von KULDEEP
KULDEEPvor 4 Tagen

Aur kuch baaki hai kya abhi

Profilbild von Neeraj gahlyan
Neeraj gahlyanvor 4 Tagen

To kro na 🤩

Ähnliche Videos

Aaj maine ek video dekha aur usne mujhe andar se hila diya. Isliye maine ye reel banayi hai. Video mein ek aadmi, jo khud ko “Sanatani” batata hai, do kam umar ke Hindu bachchon ko rokta hai. Unse poochta hai ki tum protest mein kyun ho? Tum kis party ko support karte ho? Aur phir un bachchon par haath uthata hai. Mera sawaal kisi dharm se nahi hai. Mera sawaal sirf ek insaan ki soch aur uski harkat se hai. Agar koi Hindu hokar kisi Hindu bachche ko mare, ya koi Musalman hokar kisi Musalman bachche ko mare, ya kisi bhi dharm ka insaan kisi bhi bachche par sirf uski soch, uski rai ya uske sawaal ki wajah se haath uthaye… to kya ye sahi hai? Meri nazar mein jawab ek hi hai — Nahi. Kisi bhi dharm ne be-gunah bachchon par haath uthane ki taleem nahi di. Mazhab insaniyat sikhata hai, nafrat nahi. Bachchon ko samjhaiye, unse baat kijiye, unki baat suniye. Lekin maarna, dhamkana ya darana kabhi bhi kisi samaj ka hal nahi ho sakta. Main apne Hindu bhaiyon aur behno se bhi ek imaandaar sawaal poochna chahta hoon. Agar koi insaan aapke dharm ka naam lekar kisi bachche ko marta hai, to kya woh waqai aapke dharm ki sahi tasveer pesh kar raha hai? Aur mere Muslim bhaiyon se bhi wahi sawaal hai. Galat ka saath sirf isliye mat dijiye kyunki galti karne wala aapke dharm ka hai. Mera maksad kisi dharm ko nishana banana nahi hai. Mera maksad sirf itna hai ki jo galat hai, usse galat kaha jaye. Insaaf aur insaniyat ka saath diya jaye. Agar aapko lagta hai ki kisi bhi bachche ke saath aisi hinsa galat hai, to apni rai zaroor dijiye. Aapka kya kehna hai? Kya kisi bhi wajah se kisi bachche par haath uthana sahi ho sakta hai? Ya phir humein nafrat nahi, insaniyat aur kanoon ka raasta chunna chahiye? Comment karke apni baat zaroor batayiye. Lekin ek request hai — apni baat izzat ke saath rakhiye. Kisi dharm, jaati ya samudaay ke khilaaf nafrat failane ke bajay, sirf is harkat par apni rai dijiye. Insaniyat sabse bada dharm hai. ❤️

Ajaz Khan

15,879 Aufrufe • vor 2 Monaten