Video wird geladen...
Video konnte nicht geladen werden
It’s Important to say !
45,125 Aufrufe • vor 2 Jahren •via X (Twitter)
9 Kommentare

Wo mere ko bhi tag krke pareshan kar rha tha DM me bolta h Paisa nhi dunga to wo suci*e kar lega

Rakesh bhai aap bahut bhole hai.. Aap nahi jaante.. Help maangne waalo ka ek racktet chalta hai, Ek agency hoti hai, Jinme aise ladke ya ladkiyo ko recruit kiya jaata hai jo rone dhone ka acting kar sake. Fir wo agency ka ek ek bande alag alag influencers ko approach karta hai, Ro dho k help maango, paise maango. Ye guilty feel karwana hi unka kaam hai Aur paise nikalwana. Genuine help maangne wale 1% bhi nahi h Help ke naam pe Dhandha karne waale laakho hai Be careful Aur ignore them

Inke chakker me genuine help wale ko log ignore karne lagte hain

कोई सुसाइड- ऊसाइड नहीं करेगा, पैसा ठगने का उसका तरीका है। लोगों को ब्लैकमेल करने के लिए लोग इसी तरह का तरीका अपना रहे हैं। ऐसे फ्रॉड लोगों से बच के रहिए। सेफ रहिए।

@Harshit_vermaaa ne Block kar diya Kuki aise log kisi ke helpful nature ka galat fayda lete hain Aur jo help wala hai uska nature helpful se ignore karne wal bana dete hain Ye log actually dusre logo ke problem na solve ho waisa mahul bana dete hain

Due to this type of instances a genuine person who actually needs help have to loose his chances.. Why don't they realize that they are doing much harm to humanity as whole.. It makes people to more reserve when they they have to deal with this type of instances. 🙏

Point

This is very serious, logo ko khud aware hona hoga, khud ki safety khud ko dekhni hogi or thoda soch samajh ke decision Lena hoga

Please help @GyanTherapy Got after software update @SamsungIndia not responding and service centres making me pay 11k Although this isn't my fault.

