Mumbra devi temple 📍
#explorepage #spirituality #spiritual
Mumbra devi temple 📍
.
.
Follow @exploringtejash for more such content 😍
.
.
Script:
Koli samudaay Logo dwara puje jane wali Mumbra Devi mata ka ye mandir . Maharashtra ke Thane district ke chhote se sheher Mumba ke upar pahaadiyon par sthit hai. Yahan tak pahunchne ke liye lagbhag 600 se zyada sidhiya chadhne padte hain jo thoda toh aapko thaka dega par jab aap upar pahunchte hai, toh thakaan ekdam se gayab ho jaati hai .Mandir pahaadi ke ek chhoti si gufa mein sthapit hai, jahan pe devi maa ki pratima sthit hai. Mumbra Devi mata ko yahan ke logon ki kuldevi maana jaata hai, khaaskar Agri aur Koli samudaay ke log unki pooja karte hain . Ye mandir lag bhag 600 saal se bhi jhada purana hai . Jo aapne kabhi na kabhi local train se travel karte samay dekha he hoga. agar aap bhi iss mumbai ke 24 ghante chalne wale zindagi mai Kuch pal sukoon ke chahiye toh yeh mandir jarur jae aise or content deknne ke liye expl follow kar le
.
.
#explorepage #spirituality #spiritual #mumbra #mumbradevi #minivlog #explorer #tejashtravels #mumbrathane #thane
Comments
Comments from the original post on Instagram
No comments yet
