正在加载视频...
视频加载失败
Subah subah demotivate kar diya ashneer shab 🥲
11 条评论

aap ye sab kyu karte ho 😭

Give your beautiful wife a gift she can cherish forever.

Insta pe 4 logon ki story dekh chuka hun subah se

@Puneite_ haan badi viral ho rahi hai

@AlgoBoffin Taxation is robbery.

Tax sarkaar ke liye nahi, desh ke liye bharte hain. Even if we go by his analogy, then 12 mein se 7 mahine khud ke liye kaam karna aur 5 mahine desh ke liye kaam karna is not bad! We're not an ultra-socialist country anymore, that doesn't mean we should go ultra-capitalist way.

Bhaiyon iss admi ki baat pe yakken mat kar lena....isko bolna accha lagta hai....to kuch bhi bol deta hai....bina tax ke desh kaise chalega kabhi ye socha....road...hospital... budget....kahain se ayega.....ashneer khud tax nahi deta hai...aur black money jama kar raha hai...

Par Andh-Bhakto ko kaun samjhaye. Itna TAX do aur upar se Mahngai ki maar. Gareeb, Middle Class ki halat kharab hai 😥 Tax k paiso ka sahi use Aam Aadmi Party wale Delhi aur Punjab me Free Bijli-Education-Health dekar kar rhe hain. Janta ka paisa, indirectly janta ko wapas 🤑

बकवास। रोड, ट्रेन, पोर्ट टैक्स से सरकार बनाती है, बिजनेस मेन चूतिया बनाते है।

Kya lgta hai padhai chodh diya jaee 🥲

chodd do bhai Chaj ki tapri me zyasa scope hai 😭
