Загрузка видео...
Не удалось загрузить видео
कड़वा है मगर सच है 💯🥀
259,312 просмотров • 1 год назад •via X (Twitter)
Комментарии: 10

Berozgar ladka dahej leke aayega kya,Ghar ka pura Kam karega , bacche paida karega Aaj kal ladkiya job ke sath ye sab kuch karte hai , ladkiya se comparison kar nahi sakte

Agar role reversal karna hai to Puri tarah se ho ladkiyan kar lengi berozgar ladke se shadi wo ghar ka kaam karenge bachhe Paida karenge,bachho ko sambhalenge,apni zindagi Puri tarah se ghar ko sambhalne me bita denge agar haan to ladkiyan bhi krengi berozgar ladko se shadi

Berozgaar ladka sath mein dahej le k aayega kya?

Unfortunate reality of today's self-centric,materialistic people of Kaliyuga & then speaks on gender equality...

Comparison hi galat hai . Ladkiyan bacche paida karti hai .. Ladka kar paega ?? Bacche paida ultimately ladki ko karna hai uske liye usko kaam se chutti Leni hogi...time chaiye hoga bacche ko ..bhot bar job chodna padta hai.. tab kamaega kon ??

Bahut khoob ji

Bilkul shi bol rhe ho sir

👍👍🔥

कठोर सत्य है यह इस संसार का और इसमें अति शीध्र परिवर्तन होना चाहिए ।

berojgar ladka ghar utna hi kaam kar payega jo ladki karti hai? wo din bhar kaam karne ke baad apni wife aur bachhom ki dekhbhal karega?
