
Piyali Banerjee
@PihuBanerjee01 • 1,249 subscribers
Politics | Society | Chaos सच के साथ, चाहे अकेली क्यों न रहूँ।
Shorts
Videos

ये बिहार के जमुई की वीडियो है, जहाँ साफ़ दिखाई दे रहा है कि कुछ लोग एक कपल को रोककर उनके साथ मारपीट कर रहे हैं और लड़की के साथ गलत करने की कोशिश कर रहे हैं। यही है हमारी “नारी पूज्य” वाली धरती? अभी नवरात्रि आएगी—9 दिन कन्याओं को खाना खिलाना, पूजा करना और नारी शक्ति के नारे लगाना होगा। लेकिन क्या नारी का सम्मान सिर्फ़ पूजा तक सीमित है? नारी की असली पूजा तब होगी, जब उसकी इज़्ज़त, सुरक्षा और सहमति का सम्मान किया जाएगा। Samrat Choudhary Diya bati ho gaya ho toh dekh liniye thoda aapka hi bihar hai aab Mehru ji toh nahi rahe
Piyali Banerjee109,032 Aufrufe • vor 17 Tagen

Cultural heritage. But bahen lingerie Victoria's Secret ka hota phir samajh aata tum control nahi kar payi to showed up par ye toh Ramu kaka ke shop ka 50rs ka chaddi aur 50rs Ka baraaaaa hai. Isko dikhane ka tumko khayal aaya kaise woh bhi Haridwar ke ghaat pe???
Piyali Banerjee110,948 Aufrufe • vor 23 Tagen

Cultural heritage wah wah Hindu dharam mahan usse mahan humara tyohar manane ka tareeka
Piyali Banerjee78,654 Aufrufe • vor 19 Tagen

Subhe maine iss Didi ki ek video dali thi jisme ye White and pink lingerie main Haridwar ke ghat pe ganga snan karti nazar aa rahi thi. Aab investigation ke baad ye video samne aa raha jo bataya jaa raha asli video hai aur woh wali video kisine AI se edit kiya . So sad kaun log jo itna ghatiya harkat karte hai,but didi aapki uss video and iss video main jyada antar hai nahi waise
Piyali Banerjee79,826 Aufrufe • vor 23 Tagen

This is the real India. Jahan dharm dikhawa ban gaya hai. Kuch log paththar ki murtiyon mein Bhagwan ko dhoond lete hain, par zinda jaanwar aur insaan mein zindagi nahi dekh paate. Gaay hamari mata hai— bas tab, jab koi Musalman dikh jaaye. Gaay hamari mata hai— bas tab, jab Shukra ko theek karna ho. Gaay hamari mata hai— bas tab, jab raat ki roti bach jaaye aur use phenkne se “Annapurna ka paap” lagne ka darr ho. Dharm agar sirf apni zarurat ke waqt yaad aaye, toh woh aastha nahi, sirf dikhawa hai.
Piyali Banerjee28,337 Aufrufe • vor 25 Tagen
Keine weiteren Inhalte verfügbar