Tahir Khan
@tahirkhanofficial • 3,700,000 subscribers
Videos
🥹❤️ Khobar, aap logon ne jitni mohabbat di hai, uska shukriya lafzon mein bayan karna mushkil hai! Itne saare logon ko TKR ke liye aate hue, support karte hue aur hamari khushi mein shareek hote dekh kar dil bhar aaya. Hum yahan ek khwab lekar aaye thay, lekin aap logon ne humein apnon jaisi mohabbat di. Yeh sirf ek grand opening nahi, balkay ek naye rishte ki shuruaat hai. Thank you, Al Khobar! Aap sab ki mohabbat hi hamari asal kamyabi hai. ❤️🇸🇦 #tkr #tahirkhan #alkhobar #dammam #saudiarabia
Tahir Khan44,600 views • 1 day ago
No more content to load

