Video yükleniyor...
Video Yüklenemedi
जाति में जनता उलझी है नेता नहीं।
19,385 görüntüleme • 2 yıl önce •via X (Twitter)
9 Yorum

@PrashantKishor zindabad

100% sahi bat hain. Humlog jat me uljhe hue hain aur neta log raja ki tarah apne bad apne bete ko raja bana raha hai. Sabse dukh aur aascharya ki bat hain ki log apne jat wale ko achi life jite dekh ke khus hote hain,ye nahi sochte ki usne unke aur unke bacho ke liye kya kiya.

He speaks good however people fear that he may not become like Kejriwal in future

Bihar mein pratham charan ke matdaan mein 40-45% voting hua. Kyun itna kam? Kyunki Bihar ke aadhe se zyada log doosre rajyon mein kaam karte hain to vote kaise denge. Iske liye kya kiya ja sakta hai. Sochne ki baat hai.

@balbindarENG sirf suniye nhi esko samjha bhi kijiye. Jat pat se upar uthiye padhe likhe ache log hain aap but jaat wali politics mai fas gaye hain

(1/2) बिहार में कम वोट पोल होना इसका संकेत देता है कि मतदाता उदासीन हो चुके हैं। दोनों गठबंधनों से मतदाताओं की कोई उम्मीद नहीं है। यह एक अवसर भी है उन लोगों के लिए जो बिहार के विकास में योगदान देना चाहते हैं।

नीतिश कुमार के अंदर ना ही परिवारवाद है ना ही जातिवाद ।

Apko RJD ka pariwarvad and jatiwadi dikhta but BJP ka nhi ander se to ap bhi usi kheti ke upaj hai

Yeh dekho soch

